Mushroom Ka Business Start Kaise Kare
मशरुम business स्टार्ट करने से पहले हमारे दिमाग में कई सवाल होते है अगर आप ये पोस्ट पढ़ रहा है तो आपका मन में भी ये सवाल आ रहा होगा की इंडिया में मशरुम की खेती कैसे करे ,मशरूम कैसे उगाये अपने घर में .,मशरूम business की खेती कोण से जगह में अच रहेगा, मशरुम business से profit कितना होगा, मशरुम कल्टीवेशन से क्या फायदा है, मशरुम के खाने से क्या फायदा है मशरुम कितना तरह के होते है. ये सभी की जानकारी मैं अपने पोस्ट में दे रहे है. मशरुम कैसे उगाये अपने घर में
मशरूम business आज के ज़माने में हर कोई कर सकता है इस business से हर कोई इनकम कर सकता है क्युकी मशरुम का demand दुनिया के हर जगह में खूब होती है. इसको सेल करना भी बहुत आसन है और इसके प्राइस भी हाई होती है. जिससे हर कोई को फायदा होती है. तो आइये जानते है की कैसे हम बिना जायदा invest किये अच्छा खासा पैसा कामा सकता है
मशरुम business में जो कोई भी invest करता है use पक्का 3 गुना profit हो सकता है अगर वो सही तरीके से करे तो इससे आप महीने में 30000 से 40000 कामा सकते है. वो भी ज्यदा invest करके नही तो जानते है क्या है वो stragty जिससे मशरुम business कर सकते है.
Topic
1. Benefits Of Mushroom
2. Type Of Mushroom
3. Protection
4. Material
5. Methods
6. How To Make Money Of Mushroom Business
S.No | Type Of Mushroom | Period |
1 | Button Mushroom | Oct To March |
2 | Milky Mushroom | March To July |
3 | Oyster Mushroom | July To March |
4 | Siteka Mushroom |
3. Meterial(सामग्री):---- Mushroom Ki Kheti Me Kis Kis Chij Ka Prayog Kiya Jata Hi.
Hame Mushroom Banne Ke Liye Kis- Kis Chijo Ka Jarurat Pad Sakti Hai.
· Fresh Dhaan Ki Bichali - ( धान की बिचाली )
· P.P Polithin(18*26)
· Brawestin (ब्रावेस्टीन)
· Formalin ((फार्मलिन)
· Bujha Hua Chuna ( चुना )
· Pani Ka Tab
· Spawn(बीज)
4.Protection : Mushroom Ki Dekh Rekh Kaise Kare
4.Protection : Mushroom Ki Dekh Rekh Kaise Kare
1. Mushroom Ka Production Ek Band Kamre Me Yaa Andhre Me Kiya Jana Chahiye.
2. Room Me Direct Dhup,Hawa Yaa Pani Na Jata Ho.
3. Hamesha Bijali Light Ka Upyog Behatar Hota Hai.
4. Room Hamesha Saaf Rahna Chahiye,Kisi Ko Bewajah Andar Na Jane De.
5. Method :- Mushroom Ki Kheti Kaise Kare. Mushroom Farming in hindi
Agar Aap Yah Business Ka Suruwat Karke Dekhna Chahte Hai.To Pahle Thoda Sa Practical Karke Dekh Le Ki Mushroom Nikalta Hai Yaa Nahi.Jaise Meine Kiya Tha.
5 Kg Dhan Ki Bichali Ka Prayog
1st Day:-
· Sabse Pahle Bichali Ko 1-1½ Inches Lambe Tukde Kare.Aur Yaad Rahe Dhan Ka Bhusa Aacha Aur Fufuand (फुफुन्द)Na Laga Rahe.
· Iske Liye Ek 200 Liter Dram Me ¼ Bhag Me Pani Daalkar 200 Mi.Li Farmilin Aur 20 Gm Brawstin Daalkar Aachi Tarah Milane Ke Baad Bhusha Daalte Hai.(Ek Hi Bhusa Na Dale Dhire Dhire Karke Daalna Hai,Bhusa Ko Aachi Tarah Pani Me Milaye).Fir Pani Dale Aur Fir Bhusa Dale.Yahi Chij Aapko Bar Bar Karnge Jab Tak Ki Dram Bhar Na Jaye.
· Ab Dram Ke Upar Se Kisi Chij Se Dhak De.Taki Dram Se Hawa Na Nikle.Karib 12-15 Ghante Ke Baad Bhuse Ko Nikalkar Plastic Sit Yaa Pakke Frash Par Rakhte Hai.Pani Ko Nikal Kar Ke Dhup Me Sukha Dete Hai.Taki Bhuse Me 60% Nami Rah Jaye.
Note- Sukhe Huye Bhuse Ko Hath Me Lekar Jor Se Muthi Bandhe Hai,To Pani Ke Bund Gire To Bhusa Aur Bhi Sukhegi.Lekin Pani Na Gire To Aur Thodi Nami Rahe To Samjhe Bhusa 40% Shuk Chukka Hai.
· Bhusa Sukhne Ke Baad Use Thande Jagah Me Rakhte Hai Aur Fir 200gm Chuna Pawder Chidkaw Karke Mila Dete Hai.
· P.P Polythin Ke Niche Satah(सतह)Ko Rabad(रबड़)Se Bandh Dete Hai.Taki Polythin Gol Ho Jaye.Ab Puwal Ko 16*26yaa 18*24 Polythin Bag Ke Andar 4 Inch Moti Parat Banate Hai.Aur Unhe Dabate Hai Taki Bhusa Ki Satah Samtal Ho Jaye.Fir Iske Upar 50gm Spawn(बीज) Kinare-Kinare De Aur Thoda Sa Bich Me De.Fir Uske Upar 4 Inch Bhusa(भूसा) Dale Aur Dabate Hai.Aisa Humlog 4 Parat Banate Hai.Upar Ki Satah Me Spwn Na Dale.
· Ek P.P Polythin Me 200gm Spwan Dalte Hai.Ab Bag Ke Upri Bhag Ko Rabad Se Daba Kar Pure Tait(टाइटा)Se Bandh Dete Hai,
· Bag Me Thoda Hawa Jane Ke Liye Bag Me 25 Chote Chote Ched Kare.
· Taiyaar Kiye Gaye Bago Ko Room Me Lataka De .
· 1 Month Me Bag Ke Andar Se Kawak Jaal(कवक जाल.)Aur Bhusa Safed Ho Jata Hai,Fir Polythin Ko Kaatkar Nikal Dete Hai.Har Din Pani Ka Chidkaw Bag Par Spray Duru Karte Rahe.Taki Nami Bani Rahe.
Mushroom Lagane Ke Baad Kya Hota Hai.
· Bag Se Plastic Hatane Ke Baad Lagbag 6 Din Baad Mushroom Nikalna Shuru Ho Jati Hai.
नोट:- आप चाहे तो बैग में प्लास्टिक नही हटा सकते है आप उसमे बड़ा छेद कर दे उसी से आपको मशरुम आने सुरु हो जायेगा इससे आपको पानी देना का टेंशन भी नही होगा ।
· Mushroom Ko Ungliyo Ke Bich Fashakar Marodkar Todte Hai.
· Ek Bag Se Lagbag 2 - 2½ Kg Mushroom Nikalta Hai.
· Ek Bag Se 2 Mahina Tak Mushroom Tod Sakte Hai.
· Bag Se Ek Bar Kabhi Kbhi 6 Din To Kbhi 10 Din Kbhi 20 Dino Baad Mushroom Nikalti Hai.Reason Temp Aur Humanity Ke Karn Hota Hai.
Mushroom Business Karne Se Kitna Cost Lagega Aur Kitna Profit Hoga:-
Agar Aap Mushroom Ka Business Karne Ka Than Liya Hai.Agar Aap Mushroom Se Apna Life Depend Karna Chahte Hai To Yah Janna Bahut Jaruri Hai Ki Iss Business Me Hame Laabh Kaise Milega.
1st. Step
Pahle Suruwat Hum 25 Bag Spawn Se Dekhte Hai Kitna Earning Kar Sakte Hai.
Material | Quantity | Rate | Amount |
Spawn | 25 Bag | 35 /Bag | 875/- |
P.P Polythin | 1kg | 150 /kg | 150/- |
Bichali | 100 Kg | 5/kg | 500/- |
Fomalin Dawa | 1 Liter | 300/1 liter | 300/- |
Brawestin | 100gm | 80/100 gm | 80/- |
Rabad रबड़ ) | 25gm | 400/kg | 10/- |
chuna | 250gm | 10/kg | 3/- |
Total Cost | 1918/- |
Round Figure Me 2000 Rupee Ka Kharcha Aata Hai.
· 25bag Spawn Me 50 Bag P.P Polythin Use Hoga.Aur Har Bag Se 2 Se 2½ Kg Tak Mushroom Ka Production Hota Hai.
Production = 50*2kg=100 Kg
Sale/Kg = 120 Rupee
12000/-
· Total Net Profit 12000-2000=10000/-
Jitna Aap Invest Karoge Use Hamesha 4 Guna Profit Hoga.Agar Aache Se Kiya Jaye To.Isliye Iss Business Ko Karne Se Pahle Pure Post Ko Aache Se Padhe.
2nd. Agar Hum 200 Bag Spawn Ka Use Karte Hai To Dekheiye 2-3 Month Me Kitna Ka Business Kar Sakte Hai.
Matrial | Quantity | Rate | Amount |
Spawn | 200 Bag | 35 Bag | 7000/- |
P.P Polythin | 8kg | 150 /kg | 1200/- |
Bichali | 800 kg | 5/kg | 4000/- |
Fomalin Dawa | 10 liter | 2600/10 liter | 2600/- |
Brawestin | 800 gm | 80/100 gm | 640/- |
Rabad रबड़ ) | 150 gm | 400./kg | 6o/ |
chuna | 2kg | 10 kg | 20/- |
Total Cost ==== 15520 Rupee
· Production == 200 Bag Spawn Matlab Ki 400 Bag P.P Polythin Bharega.To Har Bag Se 2 Kg Maan Lete Hai.
Yaani 800kg * 120(Sale)== 96000rupee
Net Profit == 96000-15520
= 80480/-
Sochiye Yah Aapki 2 Mahina Ki Income Hai.
Conclusion :
To aaj aapne sikha ki kaise mushroom ka kheti kaise kare,mushroom ke khane ke kya fayde hai,mushroom ka business apne ghar me kaise ugaya jata hai,mushroom ka sahi dekh bhal kaise kare.aise hi business ideas in hindi janne ke liye hamare blog read karte rahe .
No comments